Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Ka Sabse Taqatwar Amal

Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Ka Sabse Taqatwar Amal,”  As-salamu Alaykum dosto.. Kya aapke Shohar aapse naraz hai per aap unko turant banana chahte hain? Aap bilkul sahi page per Aaye Hain shohar Ki narazgi Khatam karne ka wazifa aapki ismein zaroor madad kar sakta hai.

Agar aapke shohar aap se naraz hai ya aapke Shohar aapki kisi baat ko lekar khaafa hai ya phir aapke shohar Apne dil mein aapke narazgi aur Nafrat rakhte Hain To ye wazifa apke shohar ki sari narazgi khatam kar sakta hai, ye waziifa bohat hi asardar hai.

Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Ka Tarika Hindi Mein

Ye wazifa se aap apne shohar ke dil me mohobbat bana sakte hai. Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai Ki hum kisi se pyar karte hai. Wo humse Khafa Ho Jaate Hain ya Kisi vajah se wo apni narazgii dikhte hai. Jo ki humein bahoot taklif deti hai ki taklif hai.

Relative Post – Kisi Ki Narazgi Khatam Karne ka Wazifa

Ye wohi jaanta hai Jisne kabhi kisi se saccha pyar kiya ho sakta hai. Nafrat bardasht karna itna aasan nahin hota. Agar aapke aur aapke shohar ke bich kuchh aisa hi chal raha hai. To Miyan biwi Mein Mohabbat badhane ka taqatwar amal aapke kaam aa sakta hai.

Shohar Ki Narazgi Door Karne Ki Dua

Agar aapko bhi Koi dost, mehobb, ya koi bhi khaas shaqs aapse naraj ho gaya hai or aap chahte hain ki unki nafrat khatam kar de to niche diya gaya naraz ki khatam karne ka Amal Jarur Karen. Ye amal  Kisi bhi insaan ke kam aa sakta hai aur bahut hi asardar hai.

Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Ka Sabse Taqatwar Amal hai jo ki apke shohar ko aapke kareeb layega. Ye amal karte waqt apne shohar ka naam apne mann me rakhe. Ye amal aap kisi bhi munasib din par kar sakte hai.

Husband Ki Narazgi Khatam Karne Ka Amal

agar aap chahte hai ki ye wazifa aapke kaam aaye to ise karte waqt koi or khayal mann me na laaye. Narazgi khatam karne ka wazifa aapki madad zaroor karega. Insha allah apko zaroor kamyabi milegi.

  • Sabse pehle wuzu karieye
  • Phir “Yaa Maniyu’’ 1000 baar padhein
  • Phir Yaa Allah Yaa Rahmaau Yaa Raheemu 101 martaba padhein
  • Aakhir me Durood-E-Shareef Padhe
  • Amal poora hone ke baad aap dil se dua kar sakte ki apke shohar ki narazgi durr ho jae.
  • Iss amal ko aap 11 din tak rozana kar sakte hai

Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa

Ye amal karte waqt agar aapko koi bhi takleef hoti hai toh aap apne molvi ji se turant contact kare. Ye wazifa aapke bhut hi karigar sabit hoga aapko agar aisa lagta hai ki aapke shohar bahoot naraz rehte hai or aapke or unke beech dooriyan badh rahi hai.

Toh aap ye amal zaroor kare. Isse karte waqt mann me apne shohar ka hi khayal rakhe. Ye amal apke zaroor kaam aega. Apke shohar or aapke beech narazgi khatam ho jaegi or aap ek dusre ke behad kareeb aa jaenge.